Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj Udhas
HomePankaj Udhas
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Aaiye Barishon Ka Mausam Hai
aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai rakh diya sitaaron ka husn tere aanchal mein bhar diya ghataaon ka rang tere kaajal mein mauj teri chudi hai lehar teri jhaanjhar hai chaand tere maathe ka jagmagaata jhumar hai chaandani jameen par hai yaa tumhara saya ha aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis khuda ke haathon ne aapko banaya hai aapko banaya hai shaakh se lachak le kar di tumhari baahon ko ras gulaab se le kar di mithas honthon ko baadlon ko gutha hai kaale kaale baalon mein iss zameen ka sab sona rakh diya hai gaalon mein rab ne kiss muhabbat se aapko banaya hai aaj maine socha hai tumko main na chumunga aaj main to choomunga uss khuda ke haathon ko jis
muddaten guzari teri yaad bhi aayi na humen aur hum bhool gaye hon tujhe aisa bhi nahin bhool jaane ka housla na hua bhool jaane ka housla na hua door reh kar bhi woh juda na huaa bhool jaane ka housla na hua door reh kar bhi woh juda na huaa bhool jaane ka housla na hua tujhse mil kar kisi se kyaa milte tujhse mil kar kisi se kyaa milte koi tujh jaisa doosra na hua koi tujh jaisa doosra na hua bhool jaane ka housla na hua mere sheron mein uski soorat hai mere sheron mein uski soorat hai jisko dekhe huye zamaana hua jisko dekhe huye zamaana hua bhool jaane ka housla na hua sirf us se wafa na ki raashid sirf us se wafa na ki raashid jo kabhi humse bewafa na hua jo kabhi humse bewafa na hua bhool jaane ka housla na hua door reh kar bhi woh juda na huaa bhool jaane ka housla na hua bhool jaane ka housla na hua
chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni chhup gayi chaand sharma gaya chaandni chhup gayi chaand sharma gaya aapka muskuraana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein dil ki dhadkan meri tezz hone lagi raat aankhon mein kaante chubhone lagi dil ki dhadkan meri tezz hone lagi raat aankhon mein kaante chubhone lagi vasl ki raat mein baat hi baat mein vasl ki raat mein baat hi baat mein yun tera rooth jaana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand ke saamne rukh se parda hataana ghazab ho gaya chaandni raat mein jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi raat apni to karvat badalte kati jhoom kar kaali kaali ghata jab uthi raat apni to karvat badalte kati kuchh to mausam ne bechain rakha humein kuchh to mausam ne bechain rakha humein kuchh tera yaad aana ghazab ho gaya chaandni raat mein chaand
Ghazab Kiya Tere
mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye kuchh mujh pe naya joban bhi tha kuchh pyaar ka paagalpan bhi tha har palak meri teer bani aur zulf meri zanjeer bani liya dil saajan ka jeet liya dil saajan ka jeet wo chhede payaliyaa ne geet ke ghunghroo toot gaye wo phool fazaon mein mehke bin peeye hi koi kyon behke ye masti bhari teri angdayi jaise koi bijli lehraayi ye teri jawaani ka josh ye teri jawaani ka josh ke teri payal thi kamzor ke ghunghroo toot gaye dharti pe na mere pair lage bin piya mujhe sab gair lage mujhe ang mile armaanon ke mujhe pankh mile parwanon ke jab mila piya ka gaaon jab mila piya ka gaaon to aisa lachka mera paanv ke
main gaon ki bholi naar main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar ye maati mera roop singaar piya mere shehri ho gaye sakhi wo angreji bole sakhi wo angreji bole main thehri anpadh aur ganwaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na jaane unhen hua kya hai na jaane unhen hua kya hai wo jab se kalkatte se aaye nahin karte seedhe munh baat main kehna chahun jee ka haal main kehna chahun jee ka haal wo padhte rehte hain akhbaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai na kachchi mitti bhali lage na phaili phaili angnai masehri maange sone ko buri lagti hai chaarpaai na bajre ki roti man bhaaye na bajre ki roti man bhaaye na ghar ka amras aur achaar piya mere shehri ho gaye main gaon ki bholi naar sakhi kuchh sochte rehte hain sakhi kuchh sochte rehte hain wo saari raat nahin sote main unke paas to hoti hoon wo mere paas nahin hote jo parvat
mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna jor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye kuchh mujhpe naya joban bhi tha kuchh pyaar ka paagalpan bhi tha har palak meri teer bani aur julf meri zanjeer bani liya dil saajan ka jeet ho liya dil saajan ka jeet wo chhede paayliya ne geet ke ghunghroo toot gaye wo phool fazaon mein mehke bin piye hi gori hum behke yeh masti bhari teri angdaayi jaise koi bijli lehrayi yeh teri jawaani ka jor ho yeh teri jawaani ka jor ke teri paayal thi kamzor ke ghungroo toot gaye dharti pe na mere pair lage bin piya mujhe sab gair lage mujhe ang mile armaanon ke mujhe pankh mile parvaanon ke jab mila piya ka gaon jab mila piya ka gaon to aisa lachka mera paon ke
Phir Haath Mein Sharab Hai
kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo tamaam umr kahaan koi saath deta hai tamaam umr kahaan koi saath deta hai main jaanta hoon magar thodi door saath chalo main jaanta hoon magar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai ye ek shab ki mulaqaat bhi ganimat hai kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo kise hai kal ki khabar thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi to jaag rahe hain chiraag raahon ke abhi hai door saher thodi door saath chalo abhi hai door saher thodi door saath chalo bahut kada hai safar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door saath chalo kathin hai raahguzar thodi door
waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai usne dekha mujhe usne chaha mujhe usne thukra diya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya koi mushkil padi koi kaam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya zehen mein uske jo mera naam aa gaya baad muddat ke woh doston ki tarah humse hans kar mila waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi zindagi humse anjaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi ek rishtey ki pehchaan to ho gayi koi chahat na thi bas murravat thi woh khud ko samjha liya waqt ki baat hai waqt se waqt ki kya shikayat karen waqt hi naa raha waqt ki baat hai apna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaiye Barishon Ka Mausam Hai Pankaj Udhas 04:47 13630
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Naseem Ajmeri
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:47   Song Number : 13630   

Aaj Maine Pankaj Udhas 06:10 18089
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:10   Song Number : 18089   

Bhool Jaane Ka Hausla Na Hua Pankaj Udhas 05:14 40777
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:14   Song Number : 40777   

Ghazab Ho Gaya Pankaj Udhas 05:15 40512
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:15   Song Number : 40512   

Ghazab Kiya Tere Pankaj Udhas 06:01 16854
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:01   Song Number : 16854   

Ghunghroo Toot Gaye Ek Hi Maqsad (1988) 05:57 17999
 
Poster of Ek Hi Maqsad (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Music Director- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:57   Song Number : 17999   

Main Gaon Ki Bholi Naar Pankaj Udhas 06:27 16965
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:27   Song Number : 16965   

Mohe Aayi Na Jag Se Laaj Asha Bhosle & Pankaj Udhas 06:05 40080
 
Poster of Asha Bhosle & Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Year- 
1986
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:05   Song Number : 40080   

Phir Haath Mein Sharab Hai Pankaj Udhas 04:27 40504
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 04:27   Song Number : 40504   

Thodi Door Saath Chalo Pankaj Udhas 06:28 36023
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:28   Song Number : 36023   

Waqt Ki Baat Hai Pankaj Udhas 06:31 38966
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Pankaj Udhas
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 06:31   Song Number : 38966   
Karaoke Songs of pankaj udhas, Sad Songs of pankaj udhas, Love Songs of pankaj udhas, Dance Songs of pankaj udhas, Hip-hop songs of pankaj udhas, Best songs of pankaj udhas, Super hit songs of pankaj udhas, hit songs of pankaj udhas, duet songs of pankaj udhas, solo songs of pankaj udhas, old songs of pankaj udhas, famous songs of pankaj udhas, Hindi Karaoke Songs of pankaj udhas, Hindi Sad Songs of pankaj udhas, Hindi Love Songs of pankaj udhas, Hindi Dance Songs of pankaj udhas, Hindi Hip-hop songs of pankaj udhas, best Hindi songs of pankaj udhas, super hit Hindi songs of pankaj udhas, hit Hindi songs of pankaj udhas, duet Hindi songs of pankaj udhas, solo Hindi songs of pankaj udhas, old Hindi songs of pankaj udhas, famous Hindi songs of pankaj udhas, Sing Along Songs of pankaj udhas, Sing Along Sad Songs of pankaj udhas, Sing Along Love Songs of pankaj udhas, Sing Along Dance Songs of pankaj udhas, Sing Along Hip-hop songs of pankaj udhas, Sing Along Best songs of pankaj udhas, Sing Along Super hit songs of pankaj udhas, Sing Along hit songs of pankaj udhas, Sing Along duet songs of pankaj udhas, Sing Along solo songs of pankaj udhas, Sing Along old songs of pankaj udhas, Sing Along famous songs of pankaj udhas